Best Hindi Attitude Shayari


Hindi Attitude Shayari


Attitude Shayari in Hindi and English Font : We are providing Latest Collection of Shayari for Attitude. Entire collection having very impressive Shayari, SMS and Status that is suitable for boys and girls, friends, girlfriend, boyfriend. I hope you liked this. Today, people show their arrogant pride and style through the High Attitude Shayari. It is often seen that people using the Attitude Shayari in Shirana style, and shows their attitudes on Facebook and Whatsapp.
Jab Ishq Karta Hoon, Hindi Attitude Shayari

Jab Ishq Karta Hoon, Hindi Attitude Shayari

Jab Ishq Karta Hoon Main To Toot Kar Karta Hoon,
Ye Kaam Mujhe Jaroorat Ke Hisaab Se Nahin Aata.
जब इश्क करता हूँ मैं तो टूट कर करता हूँ,
ये काम मुझे जरूरत के हिसाब से नहीं आता।
Koi Jaan Bhi Le Le Harakar Mujhko, To Manzoor Hai,
Dhokha Dene Walon Ko Main Dusra Mauka Nahin Deta.
कोई जान भी ले ले हराकर मुझको तो मंज़ूर है,
धोखा देने वालों को मैं दूसरा मौका नहीं देता|

Tasalli Se Padhe Hote:

Tasalli Se Padhe Hote To Samajh Mein Aate Ham,
Zaroor Kuchh Panne Bina Padhe Hi Palat Diye Honge.
तसल्ली से पढ़े होते तो समझ में आते हम,
ज़रूर कुछ पन्ने बिना पढ़े ही पलट दिए होंगे।
Tasalli Se Padhe Hote
Ek Isi Usool Par Gujaari Hai Zindagi Maine,
Jisko Apna Mana Use Kabhi Parkha Nahin.
एक इसी उसूल पर गुजारी है जिंदगी मैंने,
जिसको अपना माना उसे कभी परखा नहीं।

Qayamat Ka Har Toofaan...

Mere Saath Jab Main Khud Khada Hota Hoon,
Tab Main Qayamat Ke Har Toofaan Se Bada Hota Hoon.
मेरे साथ जब मैं खुद खड़ा होता हूँ,
तब मैं क़यामत के हर तूफ़ान से बड़ा होता हूँ।
Qayamat Ka Har Toofaan


Wo Attitudai Hi Kya:

 Wo Attitudai Hi Kya:

Wo Attitudai Hi Kya,
Jo Waqt Ke Saath Toot Kar Bikhar Jaaye,
Agar Koi Kisi Se Dil Lagaye,
To Aise Lagaye Jaise Tez Aandhi
Sookhe Patto Ko Na Uda Paye.
वो Attitude ही क्या
जो वक्त के साथ टूट कर बिखर जाये,
अगर कोई किसी से दिल लगाये,
तो ऐसे लगाये जैसे तेज़ आंधी
सूखे पत्तो को न उड़ा पाए।