Best Love Shayari
Har Khushi Aapke Naam Kar Di
Khade-Khade Sahil Par Hamne Shaam Kar Di,
Apna Dil Aur Duniya Aap Ke Naam Kar Di,
Ye Bhi Na Socha Kaise Guzaregi Zindagi,
Bina Soche-Samjhe Har Khushi Aapke Naam Kar Di.
Apna Dil Aur Duniya Aap Ke Naam Kar Di,
Ye Bhi Na Socha Kaise Guzaregi Zindagi,
Bina Soche-Samjhe Har Khushi Aapke Naam Kar Di.
खड़े-खड़े साहिल पर हमने शाम कर दी,
अपना दिल और दुनिया आप के नाम कर दी,
ये भी न सोचा कैसे गुज़रेगी ज़िंदगी,
बिना सोचे-समझे हर ख़ुशी आपके नाम कर दी।
अपना दिल और दुनिया आप के नाम कर दी,
ये भी न सोचा कैसे गुज़रेगी ज़िंदगी,
बिना सोचे-समझे हर ख़ुशी आपके नाम कर दी।
Love Shayari, Teri Mohabbat Ke Liye
Nazre Karam Mujh Par Itna Na Kar,
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun.
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun.
नज़रे करम मुझ पर इतना न कर,
की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,
मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं।.
की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,
मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं।.



0 Comments